aajkal 1 chehra mere dil k paas h
lagta duniya m sabse khaas h
memory only ussi ki yaad h
nazaroan ko har pal ussi ki talaash h
in fizaaon m goonjti ussi ki awaaz h
dekh kr usko jaage ye jazbaat h
uski hansi se dhoop m bhi barsaat h
zulfoan se uski din m bhi raat h
aankhoan mein uske koi haseen raaz h
usse hi sapno ki duniya aabad h
maasum chehra or nasheeli ankhein
beauty mein bhi lajawab h
uske bina jina mera ab behaal h
naa mile woh toh zindagi malaal h
mil jaye toh zindagi jaise dhamaal h
engineer ko bana diya poet, ussi ka kamal h
bt still dil mein 1 sawaal h
jisse paana mera lifetym khwaab h
jaane uska kya khayaal h (a million $ question)
Friday, January 29, 2010
Subscribe to:
Comments (Atom)
